Tukda Main Tere Dil Ka Maa Lyrics
tukada main tere dil ka ae maa tu aake mil ja tukada main tere dil ka ae maa tu aake mil ja jaha bhi tu hai sada sukh se rahe yahi hai dua tukada main tere dil ka ae maa tu aake mil ja sab ki hai maa kaun mera yaha jo bate gam mera main besahara hun firta aawara hun ghutata dam mera sab ki hai maa kaun mera yaha jo bate gam mera main besahara hun firta aawara hun ghutata dam mera chhod ke gayi maa jane tu kaha ab laut aa tukada main tere dil ka ae maa tu aake mil ja jaha bhi tu hai sada sukh se rahe yahi hai dua tukada main tere dil ka ae maa tu aake mil ja dil jab machalta hai aansu nikaltah hai teri yad me khud ko manata hun hasta hun gata hun rone ke bad me dil jab machalta hai aansu nikaltah hai teri yad me khud ko manata hun hasta hun gata hun rone ke bad me mujhko manane wali sine se lagane wali aa bhi ja tukada main tere dil ka ae maa tu aake mil ja jaha bhi tu hai sada sukh se rahe yahi hai dua tukada main tere dil ka ae maa tu aake mil ja