Do Baton Ki Mujh Ko Tamanna Lyrics
do bato ki mujh ko tamanna ha do bato ki mujh ko tamanna
  tum jo mano to kahdu mai sajna ek dil todna na 
  duja sath chodna na hai manjur to bolo ha ha
  ha do boto ki mujhko bhi tamnna 
  tum jo mano to kahdu jara sunna
  ek dur jana na duja pyar todna na hai manjur to bolo ha ha
  ha do bato ki mujh ko tamanna 
  tum jo mano to kahdu mai sajna
  
  lo ummido ke ab phul khilne lage khilne lage
  mere hotho pe tere geet palne lage palne lage
  mere geet bhulna na meri preet 
  todna na hai manjur to bolo ha ha
  ha do bato ki mujh ko tamanna 
  tum jo mano to kahdu mai sajna
  
  teri palko ki chaw me baitha rahu baitha rahu
  teri julfo ke phulo se lipta rahu lipta rahu
  meri bat modna na sath mera 
  chodna na hai manjur to bolo ha ha
  ha do bato ki mujh ko tamanna
  tum jo mano to kahdu mai sajna
  
  mere man ki jo dhadkan tere sath ho tere sath ho
  meri har bat fir pyar ki bat ho pyar ki bat ho
  mujhko bhulna na mera hath 
  chodna na hai manjur to bolo ha ha
  ha do bato ki mujh ko tamanna 
  tum jo mano to kahdu mai sajna
                            
                            
                        