Choli Purani (I) Lyrics
tuk tuk tuk tukur tukur
  tuk tuk tuk tukur tukur
  tuk tuk tuk tukur tukur
  tuk tuk tuk tukur tukur
  
  tuk tuk tuk tukur tukur
  tuk tuk tuk tukur tukur
  choli purani ho gayi
  naye fashion ki masti chha gayi
  tuk tuk tuk tukur tukur
  tuk tuk tuk tukur tukur
  re choli purani ho gayi
  naye fashion ki masti chha gayi
  lotan kabutar ud gaya
  dekho balkhati maina aa gayi
  maina ka dil yu dhak dhak kyu hota
  bol kya bole tere dil ka tota
  
  dil ka ye tota kahta hai
  prem diwani aa gayi
  tuk tuk tuk tukur tukur
  tuk tuk tuk tukur tukur
  ha dil ka ye tota kahta hai
  prem diwani aa gayi
  sajna ke liye dhadhke dil
  mujhpe jawani chha gayi
  sajna ke liye dhadhke dil
  mujhpe jawani chha gayi
  choli purani ho gayi
  naye fashion ki masti chha gayi
  
  tuk tuk tuk tukur tukur
  tuk tuk tuk tukur tukur
  
  meri aankho me kajra, kya kahne
  mere baalo me gajra, kya kahne
  mere hontho ki laali, kya kahne
  mere kaano me baali, kya kahne
  sajdhaj ke jaogi, usko lalchaogi
  subah se pahle tum kaise ghar aaogi
  julfe sunhari main aise bichhaungi
  julfo ke saaye me usko samjhaungi
  kya samjhaogi
  ab sajna ghar jane de
  subah suhani aa gayi
  sajna ke liye dhadhke dil
  mujhpe jawani chha gayi
  choli purani ho gayi
  naye fashion ki masti chha gayi
  lotan kabutar ud gaya
  dekho balkhati maina aa gayi
  tuk tuk tuk tukur tukur
  tuk tuk tuk tukur tukur
  
  sajna mastana haye sava
  wo ek parwana hoye sava
  bhola anjana hay sava
  mera diwana hay sava
  lagta diwana hai lekin sayana hai
  usse to mushkil banno pichha chhudana hai
  baate wo is dil ki, jaan bhi leta hai
  jo kuch main kahti hu, maan bhi leta hai
  accha
  usko bahlane wali, baat banani aa gayi
  kaise
  sajna ke liye dhadhke dil
  mujhpe jawani chha gayi
  haye choli purani ho gayi
  naye fashion ki masti chha gayi
  lotan kabutar ud gaya
  dekho balkhati maina aa gayi
  maina ka dil yu dhak dhak kyu hota
  bol kya bole tere dil ka tota
  dil ka ye tota kahta hai
  prem diwani aa gayi
  choli purani ho gayi
  naye fashion ki masti chha gayi
  tuk tuk tuk tukur tukur
  tuk tuk tuk tukur tukur
  hay tuk tuk tuk tukur tukur
  tuk tuk tuk tukur tukur
                            
                            
                        