Hairan Hu Lyrics

hairan hu, batau kaise main kya hai saccha pyar sanam lafzo me kahu main kaise ye kya hai saccha pyar sanam ha bhanwaro se kaliyo ka kya naata samjho tum titli kya bole phul se ye suno tum hairan hu, batau kaise main kya hai saccha pyar sanam lafzo me kahu main kaise ye kya hai saccha pyar sanam hoke bhi to pighlega hi pyar ki garmi hai aisi patthar dil bhi tutega hi pyar ki narmi hai aisi o pyar ki jami ke liye baadal bhi to barsa hai ha shama ki chahat me to parwana bhi jalta hai o tumne humne jo bhi socha hai samjha hai ye baate pyar ka hi ijhaar hai sanam hairan hu, batau kaise main kya hai saccha pyar sanam wo khuda ho ya haiwa ho pyar ke aage jhuke sab wo anadi ya ho khiladi iski juba ko samjhe sab ha taqat hai ye pyar ki boli hai ye pyar ki ha dono jahan se juda duniya hai is pyar ki ha humne bhi payi hai pyar ki duniya ko jeena marna isme, ikarar hai sanam hairan hu, batau kaise main kya hai saccha pyar sanam lafzo me kahu main kaise ye kya hai saccha pyar sanam ha bhanwaro se kaliyo ka kya naata samjho tum titli kya bole phul se ye suno tum