Karo Hari Darshan (Jab Jab Dharti Par Julm Bada) Lyrics
kitni hi bar daya nidhi ne kitni hi bar daya nidhi ne sansar ko aake ubhar liya jab jab dharti par dhram ghata tab tab parbhu ne avtar liya karo hari darshan, karo hari darshan karo hari darshan, karo hari darshan ye kahani bhaynkar kaal ki hai parachin karodo saal ki hai shankhasur naam ka tha danav use darte the sur manav rakash tha bada vikat bal me vedo ko chura ke ghusa jal me fir parbhu mne machhay roop dhara papi shankhasur ko mara papi shankhasur ko mara ye amrit manthan ki hai katha sur asuro ne sagar ko matha sur asuro ne sagar ko matha dubne laga parvat jal me khalbali machi bhumandal me tab hari ne kuram avtar liya mandhrachal peeth pe dhar liya hari ki lila hai ajab logo dekho ab drisaye gajab logo o dhan van tarijan me samandar se amrit le aaye vo andar se amrit ke liye danav jhagade par parbhu nikale sabse tagde parbhu bane sundar nari mohini naam ki sukumari jab matak matak mohini doli daitayo ki band hui boli asuro ka aasan hila diya devo ko amrit pila diya fir parbhu ka prithu avtar hua unse dharti ka sudhar hua sab niyam dharam ko theek kiya jan jan ka man nirbhik kiya jan jan ka man nirbhik kiya ab suno bhagat dhruv ki gatha bhagwan ko jhuka lo sab matha jab dhruv ne hari darshan paye tab uske lochan bhar aaye ek baal bhagat ne nirakaar naarayan ko saakaar kiya jab jab dharti par dhram ghata tab tab parbhu ne avtar liya karo hari darshan, karo hari darshan karo hari darshan, karo hari darshan jab garah ne gaj ko pakad liya uske pairo ko jakad liya tab chakr parani paidal dhaude aa kar uske bandhan tode aur chakr se garah ko sanhara pal me gajraaj ko uddhara fir parkat hue nar narayan the maha tapsavi jag taaran urvashi bhi dekh virakat hui apsara bhi hari ki bhaqt hui tab kaam bhi rasta naap gaya aur karodh bhi man me kaap gaya aur karodh bhi man me kaap gaya bhaygriv tapasya karta tha hone ko amar vo marta tha tab maha maya saakaar hui var dene ko taiyar hui danav ne vachan ye ucchare keval hari hi mujhe mare hai shish roop hari ne dhara aur papi rakshas ko mara aur papi rakshas ko mara fir hans roop me hari parkate kalyan hetu shree hari parkate bhagwan ne sab ko siksha di pawan bhagati ki deeksha di fir jag me yaagh bhagwan aaye prithvi par parivartan laye sab dev hawan se pushat huye parani samshat santusat huye fir parbhu kapil avtaar bane shrisati ke tanarhar bane apni mata ko gayan diya janata ko sankhaye pardan kiya janata ko sankhaye pardan kiya fir sankadik avtar hue vastav me balak char hue mat socho vo keval balak the bade dhram karam ke palak jai vijai ko dekar shrap baal bhgwaan ne jag ko taar diya jab jab dharti par dhram ghata tab tab parbhu ne avtar liya karo hari darshan, karo hari darshan karo hari darshan, karo hari darshan