Sawariya Mai Khadi Rahu Lyrics
saheli jisse tu nazar ladayegi 
  nazar ladayegi ha
  tu roop jaal me jisko fasayegi 
  jisko fasayegi
  wo tere nakhro ki kimat na janega
  wo tere nakhro ki kimat na janega
  tu bol kya kahke usko manayegi 
  usko rijhayegi
  usko manayegi usko rijhayegi
  usko manayegi usko rijhayegi
  
  ho mori patli kamar lambe baal re
  ho mori patli kamar lambe baal re
  ho gora rang mora hirni si chal re
  re uspe aya hai ye julmi sal re
  sawariya mai khadi rahu ke chali jau re
  sawariya mai khadi rahu ke chali jau re
  ho mori patli kamar lambe baal re
  ho gora rang mori hirni si chal re
  re uspe aya hai ye julmi saal re
  sawariya mai sawariya mai 
  sawariya mai khadi rahu ke chali jau re
  sawariya mai khadi rahu ke chali jau re
  
  mahak rahi hai rup ki bagiya
  mahak rahi hai rup ki bagiya 
  chalak rahi hai tan ki nadiya
  ho arz kare hai gal gulabi 
  kahti hai ye umar sharabi
  mori chunri kare ye sawal re
  o mori chunri kare ye sawal re 
  sawariya mai 
  sawariya mai khadi rahu ke chali jau re
  sawariya mai khadi rahu ke chali jau re
  
  tapta suraj mora joban 
  tune banaya kahe jogan
  padh le bhasha in ankho ki 
  bat samajh le in sanso ki
  roop rang se hu mai malamal re
  roop rang se hu mai malamal re
  sawariya mai sawariya mai 
  sawariya mai khadi rahu ke chali jau re
  sawariya mai khadi rahu ke chali jau re
  ho mori patli kamar lambe bal re
  ho gora rang mora hirni si chal re
  re uspe aya hai ye julmi sal re
  sawariya mai khadi rahu ke chali jau re
  sawariya mai khadi rahu ke chali jau re
  sawariya mai khadi rahu ke chali jau re
  sawariya mai khadi rahu ke chali jau re
  sawariya mai khadi rahu ke chali jau re
                            
                            
                        