Apna Gaon Sambhalo Lyrics

nayi hawa me udne dekho van ka mor chala apna gaon sambhalo mai to shehar ki or chala apna gaon sambhalo mai to shehar ki or chala nayi hawa me udne dekho van ka mor chala apna gaon sambhalo mai to shehar ki or chala apna gaon sambhalo mai to shehar ki or chala sunte hain shehar me jab jab saavan bhaado aata hain sunte hain shehar me jab jab saavan bhaado aata hain paani ki bundo ke badle hare not barsaata hain bhar leta hain jholi jiska jitna jor chala apna gaon sambhalo mai to shehar ki or chala apna gaon sambhalo mai to shehar ki or chala ye bhi suna hain raat wahan ki din ko sharmati hain ye bhi suna hain raat wahan ki din ko sharmati hain divaron ko haath lagaao to batti jal jaati hain apne ghar to deeya kabhi na saari raat jala apna gaon sambhalo mai to shehar ki or chala apna gaon sambhalo mai to shehar ki or chala ye dharti aakash vaha bhi hoga ya na hoga ye dharti aakash vaha bhi hoga ya na hoga dekha jayega kismat me jo bhi likha hoga nikal pade jab ghar se kyu na karega ram bhala apna gaon sambhalo mai to shehar ki or chala apna gaon sambhalo mai to shehar ki or chala