Ghar Se Nikalate Hi Kuchh Dur Chalate Hi Lyrics
ghar se nikalte hi kuch dur chalte hi raste me hai uska ghar kal subah dekha to bal banati wo khidki me ayi nazar ghar se nikalte hi kuch dur chalte hi raste me hai uska ghar kal subah dekha to bal banati wo khidki me ayi nazar ghar se nikalte hi masum chahra nichi nigahe bholi si ladki bholi adaye na apsara hai na vo pari hai lekin yah uski jadugari hai divana kar ke vo ek rang bhar ke vo sharma ke dekhe jidhar ghar se nikalte hi kuch dur chalte hi raste me hai uska ghar karta hun uske ghar ke mai phere hasne lage hai ab dost mere sach kah raha hun uski kasam hai mai phir bhi khush hun bas ek gam hai jise pyar karta hun mai jispe marta hun usko nahi hai khabar ghar se nikalte hi kuch dur chalte hi raste me hai uska ghar ladki hai jaise koi paheli kal jo mili mujhko uski saheli maine kaha usko jake yah kahna acha nahi hai yun dur rahna kal sham nikle vo ghar se tahalne ko milna jo chahe agar ghar se nikalte hi kuch dur chalte hi raste me hai uska ghar