Jab Pyaar Ka Mujh Me Ujala Lyrics
jab pyar ka mujh me ujala 
  kyu gair ka tu matwala
  jab pyar ka mujh me ujala 
  kyu gair ka tu matwala 
  haye kam nahi main kisi se 
  bijliya hai meri chhaya 
  dil khuda ka bhi mujhpe aaya
  jab pyar ka mujh me ujala 
  
  aaye kisi pe na aisi jawani
  ho kahte hai sab mujhe pariyo ki rani  
  aaye kisi pe na aisi jawani
  ho kahte hai sab mujhe pariyo ki rani  
  tu apna bana le mujhe dil me basa le mujhe 
  ye tan ye man hai tera 
  aankhe hai meri madhushala 
  aur rang hai mohabbat wala
  haye kam nahi main kisi se 
  bijliya hai meri chhaya 
  dil khuda ka bhi mujhpe aaya 
  bijliya hai meri chhaya 
  dil khuda ka bhi mujhpe aaya 
  jab pyar ka mujh me ujala 
  
  teri nigahe kahi ja rahi hai 
  ha aag dil me mere laga rahi hai 
  teri nigahe kahi ja rahi hai 
  ha aag dil me mere laga rahi hai 
  haye kisi me bhalai kya hai 
  mujhme burai kya hai hum tum
  ye to bata 
  mera dil to hai barha masala 
  main khud bhi hu ek jawala 
  haye kam nahi main kisi se 
  bijliya hai meri chhaya 
  dil khuda ka bhi mujhpe aaya 
  bijliya hai meri chhaya 
  dil khuda ka bhi mujhpe aaya 
  jab pyar ka mujh me ujala
                            
                            
                        