Mera Mulk Mera Desh (Female) Lyrics
hai na bolo bolo, hai na bolo bolo
  papa bolo bolo, mummy bolo bolo 
  papa ko mummy se, mummy ko papa se
  pyar hai, pyar hai, pyar hai
  
  hum tum, ek kamre me band ho
  aur chabhi kho jaye
  naino ki bhul bhulaiya me
  wo bhi kho jaye
  hum tum, ek kamre me band ho
  aur chabhi kho jaye
  
  ek do teen char panch chhe
  sat aath no das gyarah barah terah
  ek do teen char panch chhe
  sat ath no das gyarah barah terah
  tera karu din gin gin ke intzar
  aaja piya aayi bahar
  tera karu din gin gin ke intzar
  aaja piya aayi bahar
  
  rup tera mastana, pyar mera diwana
  rup tera mastana, pyar mera diwana
  bhul koi hamse na ho jaye
  rup tera mastana, pyar mera diwana
  bhul koi hamse na ho jaye
  raat nashili, mast shama hai
  aaj nashe me sara jaha hai
  haye sharabi mausam bahkaye
  rup tera mastana, pyar mera diwana
  bhul koi hamse na ho jaye
  
  ae bhai, ae bhai jara dekh ke chalo
  aage hi nahi, pichhe bhi
  daye hi nahi, baye bhi 
  upar hi nahi, niche bhi
  ae bhai, ae bhai jara dekh ke chalo
  aage hi nahi, pichhe bhi
  daye hi nahi, baye bhi 
  upar hi nahi, niche bhi, ae bhai
  
  eena meena deeka
  eena meena deeka, daye dama dika
  maka naka naka
  eena meena deeka
  eena meena deeka, daye dama dika
  maka naka maka naka
  pika pika rola rika
  rampam po saramm po
  rampam po saramm po
  rampam po saramm po
  rampam po saramm po
  eena meena deeka
  
  kya kare, kya na kare, ye kaisi mushkil haye
  kya kare, kya na kare, ye kaisi mushkil haye
  koi to bata de, iska hal o mere bhai
  ek taraf isse pyar kare
  or usko hi, ye kahne se dare hum
  
  mera mulk, mera desh, mera ye watan
  shanti ka, unnati ka, pyar ka chaman
  
  mera mulk, mera desh, mera ye watan
  shanti ka, unnati ka, pyar ka chaman
  iske waste nisar hai, mera tan, mera man
  aye watan, aye watan, aye watan
  janeman, janeman, janeman
  
  kal ke sare wade, aaj tutne lage
  hath mein jo hath the, wo chutne lage
  kash laut aaye, pahle jaisa apna man
  
  aye watan, aye watan, aye watan
  janeman, janeman, janeman
  
  mera mulk, mera desh, mera ye watan
  shanti ka, unnati ka, pyar ka chaman
  mera mulk, mera desh, mera ye watan
  shanti ka, unnati ka, pyar ka chaman