Mujhe Dil Ka Rog Laga Ke Tan Man Ke Taar Hila Ke Lyrics
mujhe dil ka rog laga ke tan man ke tar hila ke
mujhe dil ka rog laga ke tan man ke tar hila ke
tu lakha wali jaan le gaya
tu lakha wali jaan le gaya
mujhe apne gale laga ke soye arman jaga ke
mujhe apne gale laga ke soye arman jaga ke
tu lakha wali jaan le gaya
tu lakha wali jaan le gaya
rup ki dukan hu mai kitni hasin hu
jara thiki thodi mithi badi namkin hu
dekh meri patli kamar ke ye jhatke
mujh pe jawani aayi duniya se hatke
mere sapne me kal aake jane kya kya samjhake
mere sapne me kal aake jane kya kya samjhake
tu lakha wali jaan le gaya
tu lakha wali jaan le gaya
marte hai log yaha tir talwar se
chana tune mara mujhe pyar ki katar se
or thodi der hi mai tujhko manaungi
fir bhi na mana to mai fansi chad jaungi
pahle to pyar jata ke ab tadpa ke tarsa ke