Kitni Chahat Chupaye Baitha Hu Lyrics
kitni chahat chupaye baitha hu ye na socho ki mujhko pyar nahi

  tum jo aaye ho meri dunia me ab kisi ka bhi intzar nahi
  sari dunia bhulaye baithi hu ye na socho ki mujhko pyar nahi

  shokh dhadkan ki jawani tum ho ab to sanso ki rawani tum ho
  jo likhi hai mere khyalo ne khubsurat wo kahani tum ho
  mai bhi sapne sajaye baithi hu ye na kahna ke bekarar nahi
  kitni chahat chupaye baitha hu ye na socho ki mujhko pyar nahi
  tum jo aaye ho meri dunia me ab kisi ka bhi intzar nahi
  kitni chahat chupaye baitha hu ye na socho ki mujhko pyar nahi
  
  chand taro ki suhani rate kaisi bhulungi wo mulakate
  kitni dilkash hai kitni pyari hai yaad aati hai tumhari bate
  dil ki shama jalaye baitha hu ab to khud pe bhi ikhtiyar nahi