Chahat Nadiya Chahat Sagar Lyrics
chahat nadiya chahat saagar chahat dharti chahat ambar chahat radha chahat giridhar dil ka dhadakna yehi chahat hai neend na aana yehi chahat hai chahat na hoti kuch bhi na hota chahat na hoti kuch bhi na hota main bhi na hoti tu bhi na hota main bhi na hoti tu bhi na hota dil ka dhadakna yehi chahat hai neend na aana yehi chahat hai chahat na hoti kuch bhi na hota chahat na hoti kuch bhi na hota tu bhi na hoti main bhi na hota tu bhi na hoti main bhi na hota tum mujhse alag kab ho main tumse juda kab hu paani me kawal jaise rehte ho mujhi me tum dekhu to tumhe dekhu sochu to tumhe sochu sagar me nadi jaise behte ho mujhi me tum chahat khushboo chahat rangat chahat murat chahat kudrat chahat ganga chahat jamuna hosh gawana yehi chahat hai jaan se jaana yehi chahat hai chahat na hoti kuch bhi na hota chahat na hoti kuch bhi na hota main bhi na hoti tu bhi na hota tu bhi na hoti main bhi na hota jab tu nahi hota hai us waqt bhi har shay me har geet me har lay me tu hi nazar aata hai ha bikhra ke kabhi zulfe chamka ke kabhi chehra tum hi meri duniya ke din raat sajate ho chahat ghunghat chahat darpan chahat sajni chahat saajan chahat puja chahat darshan aankh bhar aana yehi chahat hai jee ghabrana yehi chahat hai chahat na hoti kuch bhi na hota chahat na hoti kuch bhi na hota main bhi na hoti tu bhi na hota tu bhi na hoti main bhi na hota