Tum Gaye Sab Gaya Lyrics

tum gaye sab gaya, tum gaye sab gaya koi apni hi mitti tale, dab gaya tum gaye sab gaya, tum gaye sab gaya koi apni hi mitti tale, dab gaya tum gaye sab gaya koi aaya tha, kuch der pahle yaha leke mitti se, lepa hua aasma abr par dal kar wo gaya, kab gaya tum gaye sab gaya, tum gaye sab gaya hatho pairo me tanhaiya, chalti hai meri aankho me parchhaiya, chalti hai ek sailab tha, sara ghar bah gaya fir bhi jine ka, thoda sa dar rah gaya jakhm jine ke kyu de gaya, jab gaya tum gaye sab gaya, tum gaye sab gaya koi apni hi mitti tale, dab gaya tum gaye sab gaya, tum gaye sab gaya