Resham Ka Hai Kurta Mera Lyrics

resham ka hai kurta mera jali ki chunariya chupke chupke aa gayi main tu prem ki dagariya resham ka hai kurta mera jali ki chunariya chupke chupke aa gayi main tu prem ki dagariya chhod de palla gali mohalla karega resham ka hai kurta mera jali ki chunariya chupke chupke aa gayi main tu prem ki dagariya saiyan teri baiyan pakid ab kabhi na chodongi saiyan teri baiyan pakdi ab kabhi na chodongi jhumka tora kangna tora wada nahi todongi. dheere dheere hai dheere dheere rey dheere dheere chadh ke main tu aa gayi atariya resham ka hai kurta mera jali ki chunariya chupke chupke aa gayi main tu prem ki dagariya chod de palla gali mohalla karega halla resham ka hai kurta mera jali ki chunariya chupke chupke aa gayi main tu prem ki dagariya bhool bhulade saiyan main kachi kali kachnaar ki bhool bhulade saiyan main kachi kali kachnaar ki dil na jane main na janoon kab se ho gayi yaar ki pyar hai saiyan pyar hai re pyar ki maari aa gayi main tu phoolo ki phulwariya pyar ki maari aa gayi main tu phoolon ki phulwariya resham ka hai kurta mera jali ki chunariya chod de palla gali mohallah karega halla resham ka hai kurta mera jali ki chunariya chupke chupke aa gayi main tu prem ki dagariya tu hi mera haar hai tu hi mera singhar hai arey tu hi mera haar hai tu hi mera singhar hai eid ka chand karwachauth mera kya haal hai maan le baba maan le kehna maan yun na tham mujhko beech dagariya kehna maan yun na tham mujhko beech dagariya resham ka hai kurta mera jali ki chunariya chupke chupke aagayi main tu prem ki dagariya chod de palla gali mohalla kare ka halla resham ka hai kurta mera jali ki chunariya chupke chupke aagayi main tu prem ki dagariya jaali ki chunariya prem ki dagariya Are jali ki chunariya aa gayi main dagariyaa