Saato Sur Mil Jaye To Ras Ghole, Mann Dole Lyrics
saato sur mil jaye to ras ghole 
  ye pyari pyari basuri ki dhun bole 
  raat ka sapna tha jo ho gaya pura hai wo 
  aaj to jhume nache dil bole 
  dhun bole dhun bole ye pyari pyari basuri ki 
  dhun bole man dole man dole 
  ye ragni baje to mera man dole 
  saato sur mil jaye to ras ghole 
  ye pyari pyari basuri ki dhun bole 
  raat ka sapna tha jo ho gaya pura hai wo 
  aaj to jhume nache dil dole dhun bole dhun bole 
  ye pyari pyari basuri ki dhun bole
  tan dole tan dole 
  ye dholki baje to mera tan dole 
  
  ye pyara pyara sangeet hamara 
  jab gunj uthe to sabke man ko bhaye
  saajo ki mithi mithi ye dhun 
  mehfil me jo bhi gaaye sabko bhaye 
  ye pyara pyara sangeet hamara 
  sari duniya me sabke man ko bhaye
  saajo ki mithi mithi ye dhun 
  man ka papiha baar baar bole 
  ras ghole ras ghole 
  ye shehnai ki pyari dhun ras ghole 
  man dole tan dole 
  ye shehnai baje to mera man dole 
  
  ye aasu kyon hai ye gam hai kaisa 
  ye hai jindagi haste gaate rehna
  jo gam ho unko man me rakhna 
  prem ki ganga tu bahaate chalna 
  is bhumi par ye barbadi kyun hai 
  insano me ye nafrat bhi kyun hai 
  sargam amrit ras ghole 
  fir bhi duniya me ye zehar kyu hai 
  dhun bole dhun bole 
  ye pyari pyari basuri ki dhun bole
  man dole man dole 
  ye ragni baje to mera man dole 
  saato sur mil jaye to ras ghole 
  ye pyari pyari basuri ki dhun bole 
  raat ka sapna tha jo ho gaya pura hai wo 
  aaj to jhume nache dil dole 
  dhun bole dhun bole 
  ye pyari pyari basuri ki dhun bole
  man dole man dole 
  ye ragni baje to mera man dole
                            
                            
                        