Jeevan Me Pyase Ko Lyrics

jeewan me pyase ko pani ki talash hai ha jeewan me pyase ko pani ki talash hai mujh jaise raja ko ek rani ki talash hai ha murakh aur nasamajh ko gyani ki talash hai marne wale ko jindgani ki talash hai garaj hai ye meharbano ha humko tumhari meharbani ki talash hai ha ho jeewan me pyase ko pani ki talash hai ha talashi ek lailaaj bimari hai jiske dam pe ye duniya jari hai jis din khatam ho jayegi talash insan ban jayega ek jinda lash dharti walo ko chand taro ki talash hai bichade huo ko apne pyaro ki talash hai neta ko naye naye naro ki talash hai hum besaharo ko saharo ki talash hai tuti hui kasti ko kinaro ki talash hai najro ko dilkash najaro ki talash hai kanya kuwari ko kuwaro ki talash hai kanya kuwari ko kuwaro ki talash hai saikado walo ko hajaro ki talash hai aankho wale andhe ko nigaho ki talash hai chor uchakko ko gunaho ki talash hai humko to gori gori baho ki talash hai jeewan me pyase ko pani ki talash hai ye ek hire ki anguthi hai humse kuch kuch ruthi hai iski kanya tarashi hai aur humne hi ye tarashi hai is bechari ko becharo ki talash hai kismat ki mari ko aawaro ki talash hai beti sunar ki haye beti sunarki loharo ki talash hai jeewan me pyase ko pani ki talash hai mujh jaise raja ko ek rani ki talash hai