Pyar Hoga Nahi Aise Dar Dar Ke Lyrics
pyar hoga nahi aise dar dar ke
  ho pyar hoga nahi aise dar dar ke
  pyar hoga nahi aise dar dar ke
  chaabi fenk de fenk de fenk de 
  chaabi fenk de darwaja band kar ke
  chaabi fenk de darwaja band kar ke
  yaar jina nahi humko mar mar ke 
  yaar jina nahi humko mar mar ke 
  chaabi fenk de fenk de fenk de 
  chaabi fenk de darwaja band kar ke
  yaar jina nahi humko mar mar ke 
  
  khulke mohabbat ka ijhaar kar
  ab naa jamaane ki rasmo se dar
  haa khulke mohabbat ka ijhaar kar
  ab naa jamaane ki rasmo se dar
  parwah koi naa naa koi fikar
  duniya se ho jaaye hum bekhabar
  hum to haare sanam haa hum to haare sanam 
  aahe bhar bhar ke hum to haare
  sanam aahe bhar bhar ke
  chaabi fenk de fenk de fenk de 
  chaabi fenk de darwaja band kar ke
  yaar jina nahi humko mar mar ke 
  
  dil mein chhupi isqh ki jwaala
  koi nahi dekhane wala
  dil mein chhupi isqh ki jwaala
  koi nahi dekhane wala
  do jism ek jaan ho jaayenge
  sapno ki baaho mein kho jaayenge
  aa ke so jaao aa ke so jaao
  pahlu mein dilbar ke aa ke so jaao
  pahlu mein dilbar kechaabi fenk de fenk de fenk de 
  chaabi fenk de darwaja band kar ke
  yaar jina nahi humko mar mar ke 
  yaar jina nahi humko mar mar ke