Saachi Kaho Humse Tumko Kitna Pyar Hai Lyrics
sachi kaho hamse tumko kitna pyar hai sachi kaho hamse tumko kitna pyar hai tere bina kya jina ab jina dushwar hai sachi kaho hamse tumko kitna pyar hai humne to in aanhko me chehra apna dekha hai ha humne to in aanhko me chehra apna dekha hai saajan ki in baho me pyar ka sapna dekha hai kya aur hum bataye tumse sachi kaho hamse tumko kitna pyar hai tere bina kya jina ab jina dushwar hai dil me kitni chahat hai puchho dil ki dhadkan se ho dil me kitni chahat hai puchho dil ki dhadkan se ha jivan bhar jo na tute hum to bandhe us bandhan se hai jindagi wafa ke dam se sachi kaho hamse tumko kitna pyar hai sachi kaho hamse tumko kitna pyar hai tere bina kya jina ab jina dushwar hai lyrics typed by :- ruchita parab