Ye Jati Paati Kaisi Lyrics

yeh geet pyar ke gaa mein kaha gaau kaha gaau kaha yeh swarg bhumi mein paaungi kaha paau kaha paau kaha yeh swarg bhumi mein paaungi kaha paau kaha paau kaha yeh geet pyar ke gaa mein kaha gaau kaha gaau kaha gaau kaha gaau kaha gaau kaha gaau kaha yeh jaati paati kaisi yeh jhuthe bandhan kaise hum pyare pyare bhole bhale khilte phul saare yeh jaati paati kaisi yeh jhuthe bandhan kaise hum pyare pyare bhole bhale khilte phul saare nicha koi hoga na uncha koi hoga gandhi ji se nehru ji se humne suna hai nicha koi hoga na uncha koi hoga gandhi ji se nehru ji se humne suna hai yeh jaati paati kaisi yeh jhuthe bandhan kaise hum pyare pyare bhole bhale khilte phul saare main bhi na padha likha raha ab to padha main bhi na padha likha raha ab to padha zagda koi hoga na danga koi hoga aapas mein saare hindustan mein bhaichara hoga zagda koi hoga na tanta koi hoga aapas mein saare hindustan mein bhaichara hoga yeh pyari dharti yeh pyari dharti hai pyara desh yeh shaan vishv ki amma suno amma amma suno amma ye janmbhumi yeh shaan vishv ki yeh jaati paati kaisi yeh jhuthe bandhan kaise hum pyare pyare bhole bhale khilte phul saare yeh jaati paati kaisi yeh jhuthe bandhan kaise hum pyare pyare bhole bhale khilte phul saare nicha koi hoga na uncha koi hoga gandhi ji se nehru ji se humne suna hai nicha koi hoga na uncha koi hoga gandhi ji se nehru ji se humne suna hai yeh veer bhumi hai pyar se raho hindu muslim sikh isaai sabhi to hai bhai yeh veer bhumi hai pyar se raho hindu muslim sikh isaai sabhi to hai bhai dwar khol dil ke, tu bandh na karna dwar dil ke dwar khol dil ke, tu bandh na karna dwar dil ke yeh jaati paati kaisi yeh jhuthe bandhan kaise yeh jaati paati kaisi yeh jhuthe bandhan kaise hum pyare pyare bhole bhale khilte phul saare sab ka sangam hone do ye ganga jamuna milne do milne do milne do milne do milne do phulo ko bhi khilne do man ka mandir khulne do khulne do khulne do khulne do khulne do sab ka sangam hone do ye ganga jamuna milne do phulo ko bhi khilne do man ka mandir khulne do zulmo ko mit jaane do khushiyon ko bhi aane do man ko man se milne do aazadi ko falne do man ko man se milne do aazadi ko falne do gunjhe yeh awaaz vishv mein bharat mata ki jai ho jeeo aur jeene do sabko khun bahana chhod do