Tum Khubsurat Ho Tum Haseen Ho Lyrics

tum khubsurat ho tum hasi ho magar maf karna tum wo nahi ho jo yad aati hai magar aati nahi aati nahi samne hai par najar aati nahi aati nahi yad aati hai magar aati nahi aati nahi samne hai par najar aati nahi aati nahi aati nahi aati nahi aaj tak maine use dekha nahi aaj tak maine use dekha nahi aaj tak usne mujhe dekha nahi nind fir bhi rat bhar aati nahi aati nahi samne hai par najar aati nahi aati nahi aati nahi aati nahi khat kayi aate hai mere nam ke ho mere nam ke khat kayi aate hai mere nam ke har khat sunta hu mai dil tham ke haye dil tham ke par koi uski khabar aati nahi aati nahi samne hai par najar aati nahi aati nahi aati nahi wo aati nahi in andhero me ujalo me kabhi in andhero me ujalo me kabhi milti hai jab wo khyalo me kabhi, khyalo me kabhi karti hai wada magar aati nahi aati nahi samne hai par najar aati nahi aati nahi yad aati hai magar aati nahi aati nahi samne hai par najar aati nahi aati nahi aati nahi aati nahi aati nahi wo aati nahi