Dhadke Dhadke Dil Mera Lyrics
hum tumhe padhte rahe koi hum sabak na rahe hum chahte hai tum par kisi ka hak na rahe dhadke dhadke haye dhadke dhadke dhadke dhadke mera dil deewana kisi se mujhe pyar ho gaya haye kisi se mujhe pyar ho gaya jo bhi chaahe ha jo bhi chaahe jo bhi chaahe kar le zamana kisi se mujhe pyar ho gaya haye kisi se mujhe pyar ho gaya dhadke dhadke haye dhadke dhadke mera dil deewana kisi se mujhe pyar ho gaya haye kisi se mujhe pyar ho gaya jo bhi chaahe ha jo bhi chaahe jo bhi chaahe kar le zamana kisi se mujhe pyar ho gaya haye kisi se mujhe pyar ho gaya sunau tumhe baat ek sham ki ke wo sham thi pyar ke naam ki padi ek ladki par meri nazar kiya usne chori mera dil jigar wo kajal bhari jaadui do nigahe jinhone bhula di mujhe apni raahe use dekh kar dil deewana hua main uski taraf phir ravana hua kaha maine jhuk kar ae najani na dekha kabhi tere jaisa hasi izazat ho to tujhko dil mein rakhu main tujhse kuch itni mohabbat karu tu chahat ki aisi devi bane har aashiq teri aake pooja kare aam kar du haye aam kar du main dil ka fasana kisi se mujhe pyar ho gaya haye kisi se mujhe pyar ho gaya jo bhi chaahe ha jo bhi chaahe kar le zamana kisi se mujhe pyar ho gaya haye kisi se mujhe pyar ho gaya sunau tumhe baat ek sham ki ke wo sham thi pyar ke naam ki padi ek ladke par meri nazar kiya usne chori mera dil jigar use dekh kar main deewani huyi badi bawli ye jawani hui wo ek ladka bade nainwala nigaaho se jisne mera dil nikala us dil ko usne kiya pyar itna ke saato samundar mein paani hai jitna kaha dil ne itni mohabbat karu main ke din raat uski ibadat karu main nigaho se utara wo yu dil mein mere main karne lagi pooja sham aur sawere mujhko lagta hai mujhko lagta hai jag ye begana kisi se mujhe pyar ho gaya haye kisi se mujhe pyar ho gaya dhadke dhadke haye dhadke dhadke mera dil deewana kisi se mujhe pyar ho gaya haye kisi se mujhe pyar ho gaya jo bhi chaahe ha jo bhi chaahe kar le zamana kisi se mujhe pyar ho gaya haye kisi se mujhe pyar ho gaya hum tumhe padhte rahe koi hum sabak na rahe hum chahte hai tum par kisi ka hak na rahe