Sab Kehne Lage Main Tera Deewana Lyrics
na jane kis tarah se liya tune mera naam 
  na jane kis tarah se liya tune mera naam 
  sab kahne lage sab kahne lage 
  sab kahne lage mai tera diwana ho gya 
  sab kahne lage mai tera diwana ho gya 
  na jane kis tarah se liya tune mera naam 
  na jane kis tarah se liya tune mera naam 
  sab kahne lage mai tera diwana ho gya 
  sab kahne lage mai tera diwana ho gya 
  najro se diya tune na jane kya payam
  najro se diya tune na jane kya payam 
  charo taraf ishk ka afsana ho gya  
  charo taraf ishk ka afsana ho gya  
  
  is tarah kiya ishara teri nigaho ne 
  aashiki ka git gaya pyasi fijao ne 
  is tarah kiya ishara teri nigaho ne 
  aashiki ka git gaya pyasi fijao ne 
  ek pal ke vaste bhi na kahi karar hai 
  ru ba ru khade hai fir bhi kaisa intjar hai 
  kuch bhi na sathi hai ye nasha pyar ka 
  na jane kis tarah se liya tune mera naam 
  na jane kis tarah se liya tune mera naam 
  sab kahne lage mai tera diwana ho gya 
  sab kahne lage mai tera diwana ho gya 
  
  do jaha se kah diya hai meri adao ne 
  sirf tera sath manga meri duaao ne 
  do jaha se kah diya hai meri adao ne 
  sirf tera sath manga meri duaao ne 
  aa tujhe mai aaj dekhu jindagi karib se 
  mil gya hai sath tera mujhko nasib se 
  late late rang laai meri ye vafa 