Ban Gayi Ban Gayi Ban Gayi Yaar Lyrics

ban gai ban gai ban gai yar mere saiya ki sarkar ban gai ban gai ban gai yar mere saiya ki sarkar pancho ungli ghi me jam ke chalega karobar ban gai ban gai ban gai yar mere saiya ki sarkar ban gai ban gai ban gai yar mere saiya ki sarkar rukh badla aur rangat badli ho gaye vare nyare rukh badla aur rangat badli ho gaye vare nyare raat ko suraj niklega aur din ko dikhenge tare daulat ke mahlo me lagega daulat ke mahlo me lagega husn ka ye darbaar ban gai ban gai ban gai yar mere saiya ki sarkar ban gai ban gai ban gai yar mere saiya ki sarkar kaal kothari jel khana kya chauki kya thana kaal kothari jel khana kya chauki kya thana kisi ke bas me nahi hai ab to kaid mujhe kar pana dhamkayega are dhamkayega kar du andar kahe ka thanedar ban gai ban gai ban gai yar mere saiya ki sarkar ban gai ban gai ban gai yar mere saiya ki sarkar nachungi mai aaj pahan ke payal jhumar jhumka nachungi mai aaj pahan ke payal jhumar jhumka hil jayegi sari duniya marungi vo thumka bijli banke dilo pe mai bijli banke dilo pe mai gir jaungi dildaar ban gai ban gai ban gai yar mere saiya ki sarkar ban gai ban gai ban gai yar mere saiya ki sarkar pancho ungli ghi me jam ke chalega karobar ban gai ban gai ban gai yar mere saiya ki sarkar ban gai ban gai ban gai yar mere saiya ki sarkar