Ek Diya Aur Toofan Lyrics

bhramha vishnu hai maheshswara jag ke kripa nidhan ek baar phir dekh tu ban kar ke insaan vish peena aasam hai aansu pee kar dekh yaar se apne bichhad jaa aur phir jee kar dekh o duniya ke bhagwan bata bhagwan mera kyu chhin liya mere pyar ka dipak bujha diya kyu jalta hai phir tera deeya o duniya ke bhagwan bata bhagwan mera kyu chhin liya mere pyar ka dipak bujha diya kyu jalta hai phir tera deeya kaha chhupa hai tu bhagwan ek deeya aur toofan ek deeya aur toofan mehndi ke badle haatho ko, zakhmo se tune laal kiya sindur chhin ke khush hai tu, ke tune bada kamal kiya mehndi ke badle haatho ko, zakhmo se tune laal kiya sindur chhin ke khush hai tu, ke tune bada kamal kiya doli to meri saji nahi, sukh ki shehnayi baji nahi ek tuta darpan bana diya, dulhan ko jogan ban diya sab jala diye armaan ek deeya aur toofan ek deeya aur toofan o duniya ke bhagwan bata bhagwan mera kyu chhin liya mere pyar ka dipak bujha diya kyu jalta hai phir tera deeya pehle to khushiya deta hai phir khushiyo se dar jata hai patthar tu tera dil patthar phir kyu ishwar kehlata hai pehle to khushiya deta hai phir khushiyo se dar jata hai patthar tu tera dil patthar phir kyu ishwar kehlata hai angaaro pe aaj chalungi main par tujhse itna kahungi main teri zidd hai to meri bhi zidd hai mere amar ko paa ke rahungi main tu ise chunauti maan ek deeya aur toofan ek deeya aur toofan o duniya ke bhagwan bata bhagwan mera kyu chhin liya mere pyar ka dipak bujha diya kyu jalta hai phir tera deeya kaha chhupa hai tu bhagwan ek deeya aur toofan ek deeya aur toofan ek deeya aur toofan ek deeya aur toofan ek deeya aur toofan ek deeya aur toofan