Koyi Darwaza Lyrics

koi darwaza band ho, na koi khidki batiya jala do ghar ki aane wala hai koi koi darwaza band ho, na koi khidki batiya jala do ghar ki aane wala hai koi galiyo galiyo mein khushiya jhume bhanware kaliyon ko chume dil ho gaya kisi ka galiyo galiyo mein khushiya jhume bhanware kaliyon ko chume dil ho gaya kisi ka kisi ke intzaar mein bhi kya maja hai kaisa hasi sama hai aane wala hai koi koi darwaza band ho, na koi khidki batiya jala do ghar ki aane wala hai koi chahato ke deep jala ke raaho ko mehka ke, gaaye geet suhana chahato ke deep jala ke raaho ko mehka ke, gaaye geet suhana khushbu ban kar koyi saanso mein bas gaya hai ye waqt tham gaya hai aane wala hai koi koi darwaza band ho, na koi khidki batiya jala do ghar ki aane wala hai koi aankhon se yu neende udake dil mein pyar jaga ke, kahin dur na jaana aankhon se yu neende udake dil mein pyar jaga ke, kahin dur na jaana jisne aangan ko mohabbat se sajaya hai dhadkan ne bataya hai aane wala hai wo hi koi darwaza band ho, na koi khidki batiya jala do ghar ki aane wala hai koi aane wala hai koi aane wala hai koi aane wala hai koi