Aaj Ke Daur Me Ae Dost Ye Manjhar Kyu Hai Lyrics
aaj ke daur me ae dost ye manjar kyu hai aaj ke daur me ae dost ye manjar kyu hai zakhm har sar pe har ik haath me patthar kyu hai aaj ke daur me ae dost ye manjar kyu hai jab haqiqat hai, ki har zarre me tu rehta hai jab haqiqat hai, ki har zarre me tu rehta hai fir zamin par kahin masjid, kahin mandir kyu hai zakhm har sar pe har ik haath me patthar kyu hai aaj ke daur me ae dost ye manjar kyu hai apna anjaam to maalum hai sabko phir bhi apna anjaam to maalum hai sabko phir bhi apni nazron me har insaan sikandar kyu hai zakhm har sar pe har ik haath me patthar kyu hai aaj ke daur me ae dost ye manjar kyu hai zindagi jine ke kaabil hi nahin, ab faakir zindagi jine ke kaabil hi nahin, ab faakir warna har aankh me ashqo ka samandar kyoon hai zakhm har sar pe har ik haath me patthar kyu hai aaj ke daur me ae dost ye manjar kyu hai