Padhna Likhna Chhodo Aao Lyrics
padhna likhna chhodo aao jam ke mauj manaye

  picture dekhe disco jaye jhume nache gaye
  umar abhi hai masti ki masti me dhum machaye

  hotel jaye ice cream khaye ghume rang jamaye
  
  hindi english rat din padh ke hum to ho gaye hai borr
  are hindi english rat din padh ke hum to ho gaye hai borr
  jee karta hai aaj fir hum gali gali machaye shor
  kya hasi hai sama waqt bhi hai jawa
  diwani mastani khichti hawaye man ki dor
  
  aake hum to school me kaid ho gaye hai kya kare

  jaye apne ghar me to mummy daddy se waha dare
  are jate hai hum jaha mushkile hai waha
  koi bhi jane na bat dil ki kisse hum kahe