Tumsa Koi Nahi Zamane Me Lyrics

tumsa koi nahi zamane me tumsa koi nahi zamane me sari duniya ko aazmaya hai aisa lagta hai tujhko malik ne aisa lagta hai tujhko malik ne sirf mere liye banaya hai tumsa koi nahi zamane me phool jo bhi khile hai gulshan me mahak tere badan ki aayi hai phool jo bhi khile hai gulshan me mahak tere badan ki aayi hai honth jab bhi khile hai tere sanam sari duniya hi muskurai hai jab bhi dekha hai chand ko maine jab bhi dekha hai chand ko maine mujhko tera khayal aaya hai tumsa koi nahi zamane me shokhiya aapne sikhayi hai mast sawan ki in hawaon ko shokhiyan aapne sikhayi hai mast sawan ki in hawaon ko dekh kar aapki siya zulfe sharam aane lagi ghataon ko bhiga bhiga sa ye badan tauba bhiga bhiga sa ye badan tauba mera imaan dagmagaya hai tumsa koi nahi zamane me tu farishta hai aasmano ka meri duniya mera naseeb hai tu tu farishta hai aamano ka meri duniya mera naseeb hai tu meri nazro me tu samayi hai mere dil ke bhut karib hai tu ab na bichdenge zindagi me kabhi ab na bichdenge zindagi me kabhi humko takdeer ne milaya hai tumsa koi nahi zamane me