Sajde Na Kiye Maine Lyrics
sajde na kiye maine pooja na kisi buddha ko

  dekhi jo teri surat pyar aane laga mujhko

  dil aap dhadkta hai dhadkaya nahi jata
  ye raz mohabbat ka samjhaya nahi jata
  dil aap dhadkta hai dhadkaya nahi jata
  ye raz mohabbat ka samjhaya nahi jata
  anjan si raaho me khwabo ki panaho me
  anjan si raaho me khwabo ki panaho me
  dekhi to teri surat pyar aane laga mujhko
  
  ehsas ke dharo par arman machalte hai
  do jism mohabbat ki ek aag me jalte hai
  ehsas ke dharo par arman machalte hai
  do jism mohabbat ki ek aag me jalte hai
  kuch bhi na kaha fir bhi 
  kuch bhi na suna fir bhi
  kuch bhi na kaha fir bhi 
  kuch bhi na suna fir bhi
  dekhi jo teri surat pyar aane laga mujhko
  sajda na kiye maine pooja na kisi buddha ko