Aisa Jakhm Diya Hai Jo Na Fir Bharega Lyrics
aaya hu yaaro dil apna deke ankho me chehra kisi ka leke wo dil ka katil dilbar hamara jiske liye main hua awara milte hi jisne chuma tha mujhko phir na palat ke dekha dobara aur isi liye dosto maine faisla kiya ke phir kabhi kisi se pyar nahi karunga kabhi kisi ladki ko apna dil nahi dunga aisa jakham diya hai jo na phir bharega har hasin chehre se ab ye dil darega ham to jaan dekar yuhi mar mite the sun lo ae hasino ye hamse ab na hoga aisa jakham diya hai jo na phir bharega har hasin chehre se ab ye dil darega ham to jaan dekar yuhi mar mite the sun lo ae hasino ye hamse ab na hoga aisa jakham diya hai rasile honth chhalakte gal mastani chal bura kar de haal palak fadke ke dil dhadke umar ki uthan kadakti kamal katil ada jalim haya mere khuda mere khuda shola badan behka chaman magar yaaro ham to jaan dekar yuhi mar mite the sun lo ae hasino ye hamse ab naa hoga aisa jakham diya hai jo naa phir bharega har hasin chehre se ab ye dil darrega ham to jaan dekar yuhi mar mite the sun lo ae hasino ye hamse ab naa hoga aisa jakham diya hai rasile honth chhalakte gal mastani chal bura kar de hal palak bhadke hai ke dil dhadke umar ki uthan kadakti kamal katil ada jalim haaya mere khuda o mere khuda tu jo kahe to taro me tujhe lekar chalu tu jo kahe to kadmo me unhe la dal du sine se lagake ye badan kar du gulabi chehra chum kar ke main bana du aftabi ham to jaan dekar tumpe mar mite hai kaun pyar tumse itna karega aisa jakham diya hai jo naa phir bharega har hasin chehre se ab ye dil darrega aisa jakham diya hai aaya hu yaaro dil apna leke aankho me chehra kisi ka leke koi naa koi mera bhi hoga yahi pe kahi chhupa hi hoga