Sambhalo Ae Watan Walo (2) Lyrics

sambhalo aye watan walo sambhalo aye watan walo sambhalo aye watan walo watan apna sambhalo sambhalo aye watan walo watan apna sambhalo jis watan ke waste lakho ne apni jan di jan di jane nahi di aan hindustan ki kahani un shahido ki kahani un shahido ki na bhulo hindwalo hindwalo are o hindwalo maharashtar ka nasik hai sawarkar ji ka janam shathan abhinav bharat kranti shabha me dakhil kiye the veer jawan rani jhasi mangal pandey kuwar singh ki katha mahan jab london me jake sunai tadap utha tab madan jawan ik jasus tha angrejo ka karjam velly jiska nam madan dhigra pahucha waha par karne uska kam tamam le gayi hukumat kisi jurm me sawarkar ko baghi man lekin kud gaye sagar me leke hatheli pe wo jan andeman ki jail me bhi gardan na unki kabhi jhuki thi aazad aawaz unki or ye aawaz na kabhi ruki jayo stute jayo stute shari mahan mangle shivash pate swtantarte bhaktitwa maham yasomyutam vandem yasomyutam vandem vandem vandem ganesh sawarkar ko mili jab jection se sakht saja anant kanehre marke jection ko fasi pe jhul gaya aazadi or dharam ka jiski rag rag me bharpur tha josh bharat kya sari dunia me chamke the arvind gosh virendar gosh arvind gosh ka chota bhai pyara tha aazadi ke liye jiya or isi pe tan man wara tha vinay bosh pistol agar tha vinay bosh pistol agar tha to badal uski goli dinesh gupta ke sang khele simsan ke khun se holi simsan ke khun se holi gunj raha madrash me ab tak ghar ghar kat bamman ka nam khil gaya angreji shashan cheda usne aisa sangram jis judge ne ilzam lagaya use adalat me mara fansi ke antim din bhi gata raha dakshin ka tara makke me ek diya jala jo kar gaya roshan hidustam abbul kalam aazad tha wo hindu muslim dono ki jan master da ne chit gaw se britain ka jhanda hata diya preet lata ne goli se goro ki club ko uda diya jinko sab kahte neta ji katak me unka hua janam ranga tha kranti ke rang me bachpan se hi unka man nara diya jai hind ka or har dil me ek jwala bhar di bole tum do khun mujhe mai tumko dunga aazadi kaap uthi gore sahi kaap uthi gore sahi or ghar me unko kaid kiya lekin bhesh badal wo nikle singapur vishram kiya singapur vishram kiya le aazad hind sena bharat aazad karane ko tut pade goro pe wo angreji raj mitane ko shyama parshad mukharji ko bhi bhulega na hindustan aazadi ki khatir ladta raha sada ye purush mahan durga bhabhi ne bhi aazadi me pura sath diya bhakat singh ki sath ban lahaur se unhe farar kiya sita ram raju ne rakhi aandhar pardesh ki unchi shan bar bar goro pe chapa mara aakhir de di jan bhagwati charan mohra ka sunlo bada anokha hai balidan bam ki pariksha karte karte dedi unhone apni jan nalni bagchi bhi aasam me agrejo se dat kar lada gopi nath bhi dekho mar ke haste hue fasi pe chada manmath nath gupt laye the toli pe aazad ko aazadi ke matwale jiwit hai desh hit aaj bhi wo dakshin bharat ke neta ana durai bade mahan aaj bhi inko tamilnadu ki janta puje dev saman khatam videshi raj ho inki ye aawaz buland rahi chain liya na jab tak bharat maa janjir me band rahi aazad hua bharat apna inka sapna sakar hua mukhya mantri ke pad ka janta ne inhe adhikar diya janta ne inhe adhikar diya desh ki sewa kiye janam bhar sewa me hi de diye pran tamilnad hi kya yad inko karta sara hindustan doctor ambedkar ne racha swatantar bharat ka vidhan chut chat ka bhed mitakar kiya harijano ka utthan tripur kumaran ko rakhega yad hamesha tamilnadu jhanda lehrate hue lathi kha kar diye the pran tyag komi shayar bismil tha aazadi ka ek diwana nikla veer sahja pur se pahne keshariya bana kakori me jake usne sahi khazana lut liya lut ke mal se le banduke dal fauladi bana diya gore hakim lage dhundhne jagah jagah pe bismil ko aakhir ek din pakad liye wo is sailani badal ko is sailani badal ko jail me band rahkar bhi likhte rahe wo kranti ki bani dhanya hai aise desh bhakt or dhanay hai unki kurbani milne aayi maa to boli dudh ki tune rakh li laz gate hue chal diye bismil pahan sahdat wala taz sarfaroshi ki tamanna ab hamare dil me hai sarfaroshi ki tamanna ab hamare dil me hai dekhna hai jor kitna bajue katil me hai dekhna hai jor kitna bajue katil me hai sarfaroshi ki tamanna ab hamare dil me hai sarfaroshi ki tamanna yahi to marke jina hai yahi to marke jina hai watan apna sambhalo sambhalo aye watan walo watan apna sambhalo sambhalo aye watan walo watan apna sambhalo lyrics typed by : sushma deshwal