Saawan Bin Ghata Nahi Lyrics
saawan bin ghata nahi jaise baati bina diya nahi jaise piya bina jiya nahi saawan bin ghata nahi jaise bati bina diya nahi waise piya bina jiya nahi sapno mein kho gayi diwaani ho gayi chhane lagi bekhudi pyase hai ye adhar aa mere hamsafar baichain dil ki lagi sapno mein kho gayi diwaani ho gayi chhane lagi bekhudi pyase hai ye adhar aa mere hamsafar baichain dil ki lagi piya piya piya piya piya piya piya piya agnee bina shola nahi jaise parvt bina dhara nahi waise piya bina jiya nahi saawan bin ghata nahi jaise bati bina diya nahi nasheeli ye hawa mehki huyi fiza pagal na kar de kahi baaho me aa piya dhadke mera jiya dil mera bas me nahi ho nasheeli ye hawa mehki huyi fiza pagal na kar de kahi baaho me aa piya dhadke mera jiya dil mera bas me nahi piya piya piya piya piya piya piya piya ambar bina dhara nahi ho ras ke bina bhawara nahi vaise piya bina jiya nahi saawan bin ghata nahi jaise bati bina diya nahi bindiya ki kiran payal ki chhan chhanan gane lagi ragini naino mein preet hai sanso mein geet hai main ho gayi basuri ho bindiya ki kiran payal ki chhan chhanan gane lagi ragini naino mein preet hai sanso mein geet hai main ho gayi basuri piya piya piya piya