Mera Gaon Jane Kaha Kho Gaya Hai Lyrics

ye sehere tamanna, ameero ki duniya ye khudgarz aur, bezameero ki duniya yahan sukh mujhe, do jahan ka milla hain mera gaon jane, kahan kho gaya hai mera gaon jane, kahan kho gaya hai ye sehere tamanna, ameero ki duniya ye khudgarz aur, bezameero ki duniya yahan sukh mujhe, do jahan ka milla hain mera gaon jane, kahan kho gaya hai mera gaon jane, kahan kho gaya hai wo gaaon ke bachche, wo bachcho ki toli wo bholi wo, masum chahat ki boli wo gaaon ke bachche, wo bachcho ki toli wo bholi wo, masum chahat ki boli wo guli wo danda, wo ladna wo jjagadna magar hath phir, dosti se pakdna wo manzar har ek, yaad phir aa raha hain mera gaon jane, kahan kho gaya hai mera gaon jane, kahan kho gaya hai wo chopaal wo, aalha udal ke kisse wo geeton ki ganga, wo saawan ke jhule wo chopaal wo, aalha udal ke kisse wo geeton ki ganga, wo saawan ke jhule wo lutata hua, pyaar wo zindagani hain mere liye bhuli, bisari kahani chhalakti hain aankhe, ye dil ro raha hain mera gaon jane, kahan kho gaya hai mera gaon jane, kahan kho gaya hai ye chandi ye sona, ye heere ye moti thi anmol in sabse, ek sukhi roti ye chandi ye sona, ye heere ye moti thi anmol in sabse ek sukhi roti jo maine gawaye, na koi gawaye ke ghar chhod koi, na pardesh aaye milega na ab wo, jo pichhe luta hain mera gaon jane, kahan kho gaya hai mera gaon jane, kahan kho gaya hai ye sehere tamanna, ameero ki duniya ye khudgarz aur, bezameero ki duniya yahan sukh mujhe, do jahan ka milla hain mera gaon jane, kahan kho gaya hai mera gaon jane, kahan kho gaya hai