Mohandas Karamchand Gandhi Ahinsa Ke Lyrics
mohandas karamchand gandhi param pujari ahinsa ke janme do october ke din porbandar ki dharti pe jab the afrika me goro ne inka apman kiya kala hindustani kah kar train se inhe utar diya bhed ye gore or kale ka bhed ye gore or kale ka is dharti se hatane ko nikal pade ye satay ke path pe atyachar mitane ko atyachar mitane ko aakar bharat me sare bharat ko inhone jaga diya ek fakir ne satay ke bal pe angrejo ko hila diya inki sada pe logo ne sab vastr videshi jala diye satyagrah ke aage topo ne bhi mastak jhuka diye chhodo bharat chhodo chhodo bharat chodo chhodo bharat chodo san bayalis me gunja inka nara chhodo hindustan aakhir sach ki jit hui or chal diye gore inglistan jai bharat ki jai gandhi ki aaye re haye tees january adtalish ki khuni sham goli aan lagi sine pe fir bhi mukh se nikla ram vashnav jan to tene kahiye jo peed parayi jane re par dukh ke upakar kare koi man abhiman na aaye re vaishnav jan to tene kahiye