Udas Udas Se Manzar Lyrics

udaas udaas sa manzar dikhai deta hain udaas udaas sa manzar dikhai deta hain tamaam sheher mera ghar dikhai deta hain udaas udaas sa manzar dikhai deta hain udaas udaas sa manzar dikhai deta hain tum usse baat zara aehataat se karna tum usse baat zara aehataat se karna ye wo nahi hain jo bahaar dikhai deta hain tamaam sheher mera ghar dikhai deta hain udaas udaas sa manzar dikhai deta hain wo badnaseeb jo rishto ki bheed me gum hain wo badnaseeb jo rishto ki bheed me gum hain khud apne ghar me bhi beghar dikhai deta hain tamaam sheher mera ghar dikhai deta hain udaas udaas sa manzar dikhai deta hain udaas udaas sa manzar dikhai deta hain.