Sambhalo Ae Watan Walo Watan Apna Sambhalo Lyrics

idhar sarhad pe bahta hai lahu apne jawano ko udhar dube hue hai hum sharabo or jamo me na samhalo ge to mit jaoge aye hindusta walo tumhari dasta tak bhi na hogi dastano me sambhalo aye watan walo watan apna sambhalo sambhalo aye watan walo watan apna sambhalo jis watan ke waste kaho ne apni jan di jan di jane nahi aan hindustan ki kahani un sahido ki kahani un sahido ki na bhulo hind walo janjiro me bandhi hui thi sadiyo se bharat mata inhe todne wala pahla bhaghi mangal pandey tha chin ke bpla kartus wo apne foji bhaiyo se gaw or suwar ki charbi todo na apne danto se karwai mangal ne bagawat karwai mangal ne bagawat nam dharam ka le le kar charo or jwala bhadki satawan ka hua gadar charo or jwala bhadki satawan ka hua gadar satawan ka hua gadar badha pakadne ne yu santo mangal ne nishana bana diya pal me videshi hakim mitti me usne mila diya gore sahi ke sine pe chali ye pahli goli thi karke sar uncha bharat ma mangal ki jai boli thi mangal pandey ki jai haidar ali ne jade hila di angreji sarkar ki gunj rahi jhankara abhi tak tipu ki talwar ki peshwa ji ne kamal chapati se kranti sandesh diya fasi chad kar tatya tope ne jiwan balidan kiya nana farnavish ne aakhir dam tak har nahi mani ladte ladte amar hui mardani jhasi ki rani mardani jhasi ki rani kate hath se lade kurar singh har gayi gori sarkar aaj bhi gaurav se leta hai us yodhya ka nam bihar bahadur shah jafar ne di teeno beto ki kurbani maut aayi rangun me to bole aankho me bhar pani kitna hai badnasib jafar dafan ke liye do gaj jamin bhi na mili kuwe yar me ludhiyane ke guru ram singh jinka rahega nam amar atharah so chobish me wo janme the is dharti par angrejo se ladne chale maler kotla inke jawan goro ki topo ke muh me chali gayi kitno ki jan ram singh ko gali di ram singh ko gali di jab tek wahan kamishnar ne pakad liye tab kesh uchal kar ek nanhe se balak ne ek nanhe se balak ne choda na jo chudane pe to kat diya balak ke hath gir pada tadap kara nanha balak chut gaya prano ka sath idhar ram singh ho gaye bandhi or barma ki jel gaye desh ki azadi ke liye ye kahte jan pe khel gaye vande matram jab bhi bol vande matram yad karo tum bankim ko jis bangali desh bhakt ne amar gan diya hamko rastariya geet jan gan man ke maha kavi ko karo parnam bhulega na desh kabhi ravindar nath taigor ka nam vasudev balwant fadke karte the nokri sarkari mili na chuti inko jab mar gayi inki mata pyari ye partigya usi samay ki ke kesh nahi katwaunga angreji sarkar ko jab tak desh se nahi hataunga leke jawano ki ek toli leke jawano ki ek toli tut pade angrejo pe fuk diye sarkari adalat hath na aaye goro ke hath na aaye goro ke ek din jab bimar pade the mejor daniyal aa pahucha dhokhe se is veer purush ko aakhir usne pakad liya hui saja kale pani ki par wo jail se hue farah dobara jab pakde gaye to hue shahid tyag sansar wo tha sham kishan ji warma kanch ka sabse pyara lal jisne jalayi lodon me kranti ki pahli bar masal virendar nath ne lonon me kar di goro ki nind haram parithwi singh ne raj ulatne me paya tha uncha nam hardayal ne desh videsh me kranti jwala bhadkari pandit kashiram ne bhi karanti ke liye fasi payi barkat ulla ne kayam gadar party ki ki buniyad rakhta hai mehendar partap ko kabul barlin ab tak yad gadar party ke leader the gadar party ke leader the baba sohan singh bakhna sohan lal pathak chad fansi luta gaye jiwan apna luta gaye jiwan apna kartar singh saraba aaye chhod videsh ko apne desh goro ki chhawni me pahuche dene kranti ka sandesh goro ko thi sabhi khabar fir bhi na ruka ye diwana hatho me hathkadi lagi thi par kahta tha mastana dev desh di jindadi badi okhi galla karni ya desh kaliya we jina is sewa wich pair paya jina is sewa wich pair paya unna lakh musibata chaliya fasi ka fanda chuma tha veer maratha pingle ne dakshin me sawdesh andolan suru kiya chidambaram pille ne jhansi ke parmandan ji lahor ke parmanand bhai jinhone amrika tak kranti ki aawaz thi pahuchai nam tha madam kama hi us hindustan ki beti ka lahraya jag me jisne pahla jhanda azadi ka ram rakha ne kiya tha anshan andeman ki jail me khel gaya wo jan ki baji azadi ke khel me dhanya hai ratnagiri jaha bal tilak ne janam liya swaraj hamara janam siddh adhikar hai ye paigam diya adhikar hai ye paigam diya patar keshri se or maratha se janta ko jagane lage apne kalam ke jor se wo sansad ki neew hilane lage shiv jayanti ganpati utsaw maharashtr me shuru kiya dharam ke sang azadi ka bhi ghar ghar me sandesh diya dada bhai nauroji ka rastra pitamah kahta desh bana ke national kangres swarajya ka diya parthan sandesh wo matwala vipin chandar bangal ka tha rahne wala bhadkayi thi jisne jan jan me azadi ki jwala rakhna yad kishan singh ko jo bhagat sinkh ke pita mahan desh azad karane me kam nahi hai inka bhi balidan kam nahi hai inka bhi balidan jitne veer ajit singh the swaran singh utne hi daler bhagat singh ke dono chacha kahlate punjab ke sher diya muradabad ki dharti ne sufi amba parsad kahte hath se bhi jo yoddha lada tha angrejo ke sath yad karo aye logo ja fakar bandhuo ki kurbani jinhone atyachari rand ko mar mitane ki thani jashan mankar mallka jaha rang aa raha tha sare aam damodar or bal kishan chup kar ja pahuche usi makam damodar or balkishan chad baithe foran gadi pe teris ko mara balkishan ne mara rang damodar ne gore afsar pakad na payegore afsar pakad na paye dono bhai hue farar mukhbar bana ganesh daravid ho gaya damodar giraftar mukhbar bana ganesh daravid ho gaya damodar giraftar ho gaya damodar giraftar tilak se gita mangwa kar fasi par chad gaye damodar duje bhai bal kishan ka bhi ye ant hua aakhir tije bhai vasudev ne mukhbar ganesh ko ja mara maut ka badla maut se lekar ho gaya maut ko pyara kasam aise sahido ki kasam aise sahido ke tumhe aye desh walo tumhe aye desh walo sambhalo aye watan walo watan apna sambhalo sambhalo aye watan walo watan apna sambhalo