Abhi To Dua De Ke Bachpan Gaya Hai, Abhi Dil Ke Lakho Fasane Banege Lyrics
abhi to dua de ke bachpan gaya hai abhi dil ke lakho fasane banenge abhi ek mujhse paresan ho tum abhi to hazaro diwane banenge abhi to dua de ke bachpan gaya hai abhi dil ke lakho fasane banenge ye julfe tumhari kamar tak to aale o fir dekhna tum hai kya inme jadu ye aankho ke dore gulabi to hole to fir dekhna kitne dil hai bekabu salamat rahe ye nigaho ke khanjar hazaro bhi inke nishane banenge abhi to dua de ke bachpan gaya hai abhi dil ke lakho fasane banenge hamari mohabbat ka arman lekar kahi koi aasu bahata milega khyalo me ye gum ko apna samjh kar koi nojawa muskurata milega kahi hamse ek bar milne ki khatir khuda jane kitne bahane banenge abhi to dua de ke bachpan gaya hai abhi dil ke lakho fasane banenge jara fail jane do galo ki khusbu jawani jara rang par aa to jaye to fir aap jaise hi dil fek majnu khade honge raho me aankhe bichaye magar ye na socho ke unke liye bhi yahi jindagi ke tarane banenge abhi to dua de ke bachpan gaya hai abhi dil ke lakho fasane banenge abhi ek mujhse paresan ho tum abhi to hazaro diwane banenge abhi to dua de ke bachpan gaya hai abhi dil ke lakho fasane banenge