Botal Sharab Kee Lyrics
shekh kahta hain main nahi pita ha wo angur khub kahta hain shekh kahta hain main nahi pita ha wo angur khub kahta hain aa fark itna hain ashq dono me ham to pite hain wo chabata hain duniya kahe buri hain duniya kahe buri hain, ye botal sharaab ki duniya kahe buri hain, ye botal sharaab ki apni to zindagi hain apni to zindagi hain, ye botal sharaab ki duniya kahe buri hain, ye botal sharaab ki apni to zindagi hain, ye botal sharaab ki duniya kahe buri hain, ye botal sharaab ki hamdam amir ki hain, na dushman garib ki hamdam amir ki hain, na dushman garib ki hamdam amir ki hain, na dushman garib ki sabse, sabse nibha rahi hai, ye botal sharaab ki sabse nibha rahi hai, ye botal sharaab ki duniya kahe buri hain, ye botal sharaab ki ye bevafa nahi na hi dil todati hain ye ye bevafa nahi ye bevafa nahi na hi dil todati hain ye mahbub se mahbub se bhali hai ye botal sharaab ki mahbub se bhali hai ye botal sharaab ki duniya kahe buri hain, ye botal sharaab ki manta hu janaab pita hun, thik hai behisaab pita hun manta hu janaab pita hun, thik hai behisaab pita hun manta hu janaab pita hun, thik hai behisaab pita hun log logo ka khun pite hain main to fir bhi sharaab pita aai jo maut bhi to, main kah dunga maut se aai jo maut bhi to, main kah dunga maut se aai jo maut bhi to, main kah dunga maut se zaalim bhari padi hain zaalim bhari padi hain, ye botal sharaab ki zaalim bhari padi hain, ye botal sharaab ki duniya kahe buri hain, ye botal sharaab ki duniya kahe buri hain, ye botal sharaab ki ye botal sharaab ki ye botal sharaab ki