Ye Faasala Jo Pada Hai Lyrics
ye faasla jo pada hai mere gumaa mein na tha ke abki baar zamaana bhi darmiyaa mein na tha ye faasla jo pada hai mere gumaa mein na tha koi bhi nazm-e-chaman ho ye hamne dekha hai koi bhi nazm-e-chaman ho ye hamne dekha hai sahar ka nagma-sara shaam-e-aashiyaa mein na tha ke abki baar zamaana bhi darmiyaa mein na tha ye faasla jo pada hai mere gumaa mein na tha ke jiske haath mein patthar kamaa mein tir na ho ke jiske haath mein patthar kamaa mein tir na ho koi bhi aisa mere shahar-e-meharbaan mein na tha ke abki baar zamaana bhi darmiyaa mein na tha ye faasla jo pada hai mere gumaa mein na tha duaaen maine hi maangi thi rut badalne ki duaaen maine hi maangi thi rut badalne ki faraaz mera nasheman hi gulasitaan mein na tha ke abki baar zamaana bhi darmiyaa mein na tha ye faasla jo pada hai mere gumaa mein na tha ke abki baar zamaana bhi darmiyaa mein na tha ye faasla jo pada hai mere gumaa mein na tha ke abki baar zamaana bhi darmiyaa mein na tha ye faasla jo pada hai mere gumaa mein na tha