Sarkae Liyo Khatiya Jadaa Lage Lyrics
sarakaye liyo khatiya jada lage
  sarakaye liyo khatiya
  sarakaye liyo khatiya jada lage
  sarakaye liyo khatiya jada lage
  jade me balma pyara lage
  
  sarakaye liyo takiya jada lage
  sarakaye liyo takiya
  sarakaye liyo takiya jada lage
  sarakaye liyo takiya jada lage
  jade me balma pyara lage
  sarakaye liyo khatiya jada lage
  sarakaye liyo takiya jada lage
  
  garmi me mathe se tapke pasina
  garmi me mathe se tapke pasina
  bhaye na barish ka tip tip mahina
  garmi me mathe se tapke pasina
  bhaye na barish ka tip tip mahina
  suyi chubhe koi shola sa bhadke
  suyi chubhe koi shola sa bhadke
  maane na bairi jiya mora dhadke
  thukaraye nahi batiya jada lage
  sarakaye liyo 
  sarakaye liyo khatiya jada lage
  sarakaye liyo takiya jada lage
  
  padne lagi hai kadake ki sardi
  padne lagi hai kadake ki sardi
  kitna sataye hai mausam bedardi
  padne lagi hai kadake ki sardi
  kitna sataye hai mausam bedardi
  aise me kaise sahe ham judayi
  aise me kaise sahe ham judayi
  baho me leke odha do rajayi
  tarasaye badi ratiya jada lage
  sarakaye liyo
  sarakaye liyo takiya jada lage
  sarakaye liyo takiya jada lage
  sarakaye liyo takiya jada lage
  jade me balma pyara lage
  sarakaye liyo khatiya jada lage
  sarakaye liyo takiya jada lage
  sarakaye liyo khatiya jada lage
  sarakaye liyo takiya jada lage
                            
                            
                        