Choli Aur Ghaghra Rang Daalo Na Lyrics

choli aur ghangra rang dalo na choli aur ghangra rang dalo na mere ang ang piya rang dalo na holi ka din hai sab maaf hai holi ka din hai sab maaf hai mauka hai mila to mazaa lo na lo na choli aur ghangra rang dalo na khali mera pyala thodi bhang dalo na khali mera pyala thodi bhang dalo na khoon mein jawaani ki umang dalo na holi ka din hai sab maaf hai holi ka din hai sab maaf hai mauka hai mila to mazaa lo na lo na khali mera pyala thodi bhang dalo na rang hoton ka mere churake dekh mat mujhe yun muskura ke aaj ke din sharam nahi karna rango se kaye ka darna aisa hai to mujhko apni bahon mein utha bahon mein utha ke raja godi mein bitha holi ka din hai sab maaf hai holi ka din hai sab maaf hai mauka hai mila to mazaa lo na lo na khali mera piyala thodi bhang dalo na laal peela hara aur neela sabka chehra hai rang rangeela dekhna mere dhoke me sajnaa dusri ko na baho mein bharna aaj ka din aisi galti karwane aata hai koi khud aaye to fir apna kya jata hai kyun ki holi ka din hai sab maaf hai holi ka din hai sab maaf hai mauka hai mila to mazaa lo na lo na choli aur ghangra rang dalo na tujhse kehna hai kuch paas aaja aaja mein samjhti hu ye chaal raja mil rahe hai gale aaj saare do badan ek jaan hum hai pyaare hum kya hai ye aaj dekh le sab duniya wale kal kis kiske muh par jakar marenge tale holi ka din hai sab maaf hai holi ka din hai sab maaf hai mauka hai mila to mazaa lo na lo na mauka hai mila to mazaa lo na lo na