Bhagwan Ka Ye Mandir Lyrics
he krishna karuna sindhu din bandhu jagatpati gopesh gopikakant radha kant namastute bolo bhagwan shree krishan ki jai param pita parmatma ki jai bhagwan ka ye mandir, bhagwan ka mandir bhagwan ka ye mandir, bhagwan ka mandir soch samaj ke bolo bhaiya jana hai kidhar gyan ka ye mandir hai, ye gyan ka mandir gyan ka ye mandir hai, ye gyan ka mandir soch samaj ke bolo bhaiya, jana hai kidhar bhagwan ka ye mandir, bhagwan ka mandir gyan ka ye mandir hai, ye gyan ka mandir bechate hai bhagwan ko ye bhakto ko lutke khate hai swarg ka lobh dikhate hai ghar apna bharte jate hai o nark se tumhe darate hai are khud ye paap kamate hai bhagwan ka ye mandir, bhagwan ka mandir talim aaj kal ki kya hai bas clerk bana pati hai apna watan chhudati hai pardesh mein bhatkati hai bhakti basaye ghar ko aur talim chhudaye ghar gyan ka ye mandir hai, ye gyan ka mandir bhagwan ka ye mandir, bhagwan ka mandir soch samaj ke bolo bhaiya jana hai kidhar gyan ka ye mandir hai, ye gyan ka mandir bhagwan ka ye mandir, bhagwan ka mandir bina gyan ke manav kaise chand pe jaa sakta tha kripa na hoti ishwar ki kya laut ke aa sakta tha bhakti hi deti hai manav ko, har kaam ki shakti are bhakti se hi kaise mil, sakti hai bhukh se mukti geeta ka updes diya, aur ki ishwar ne bhalai ishwar ne bhi krishan ke roop mein guru se vidhya payi vidhya payi, vidhya payi, vidhya payi guru se vidhya payi, guru se vidhya payi guru se vidhya payi, guru se vidhya payi guru se vidhya payi, guru se vidhya payi guru se vidhya payi, guru se vidhya payi guru se vidhya payi, guru se vidhya payi