Swarg Me Milegi Apsara Mujhe Yakin Hai Lyrics

swarg me milegi apsara mujhe yakin hai lekin apni gaon ki gori bhi to hasin hai swarg me milegi apsara mujhe yakin hai lekin apni gaon ki gori bhi to hasin hai husan ka didar kiya kya bura kiya kisi ko jo pyar kiya kya bura kiya kyu bhai maine bura kiya kal ka wada sapna hai shyad sach na ho paye haatho se mat jane do aaj tumhe jo mil jaye khud hi barbad kiya kab aauro ko sataya hai kab aauro ko tadpaya apna jigar jalaya hai us duniya me milegi sharab aetbar hai lekin is duniya me bhi to madira ka bazar hai swarg me milegi apsara mujhe yakin hai lekin apni gaon ki gori bhi to hasin hai husan ka didar kiya kya bura kiya kisi ko jo pyar kiya kya bura kiya kyu bhai maine bura kiya jannat kya hai kaisi hai karo sawal to achha hai dil ke bahlane ke liye magar khayal to achha hai ha duniya magar khayal nahi duniya ek hakikat hai jo kuch jitna mil jaye samjho badi ganimat hai us duniya me milegi sharab aetbar hai lekin is duniya me bhi to madira ka bazar hai swarg me milegi apsara mujhe yakin hai lekin apni gaon ki gori bhi to hasin hai husan ka didar kiya kya bura kiya kisi ko jo pyar kiya kya bura kiya kyu bhai maine bura kiya