Hum Yaad Me Unki Chandini Raate (Male) Lyrics
hum yaad me unki chandni raate
  yu hi gujara karte hai
  dil humko pukara karta hai
  hum dil ko pukara karte hai
  hum yaad me unki chandni raate
  yu hi gujara karte hai
  dil humko pukara karta hai
  hum dil ko pukara karte hai
  hum yaad me unki 
  
  majhdhar me kashti hai apni
  maujo pe mehfil hai unki
  maujo pe mehfil hai unki
  hum unka kinara bante hai
  wo humse kinara karte hai 
  hum yaad me unki