Nigahe Milakar Lyrics
nigahe milakar nigahe jhukana nigahe milakar nigahe jhukana agar ye mohabbat nahi hai to kya hain kitabon mein chahat har ek khat chhupana ho kitabon mein chahat har ek khat chhupana agar ye mohabbat nahi hai to kya hain nigahe milakar nigahe jhukana nigahe jhukana adayen to pahle bhi thi sokh chanchal magar is tarah se na karti thi ghayal adayen to pahle bhi thi sokh chanchal magar is tarah se na karti thi ghayal hawayen to pahle bhi chalti thi waise magar is tarah se na udta tha aanchal ye lahraake aana balkha ke jana ye lahraake aana balkha ke jana agar ye mohabbat nahi hai to kya hain nigahe milakar nigahe jhukana nigahe jhukana hatheli par aksar mera naam likhna dhadkte huye dil pe phir usko rakhna hatheli par aksar mera naam likhna dhadkte huye dil pe phir usko rakhna nigahe bichhakar mere raste mein tadap kar jigar tham kar aah bharna diwano ki tarah mere piche aana oh diwano ki tarah mere piche aana agar ye shararat nahi hai to kya hain nigahe milakar nigahe jhukana nigahe jhukana subah shaam ye meri galiyon ke phere irade nahi achchhe lagte hai tere main diwanagi ki hddon se gujar kar tujhe pyar karne laga hun main dilbar kisi ki sreaam yun dil churana agar ye shararat nahi hai to kya hain nigahe milakar nigahe jhukana agar ye mohabbat nahi hai to kya hain kitabon mein chahat har ek khat chhupana ho kitabon mein chahat har ek khat chhupana agar ye mohabbat nahi hai to kya hain