Munh Ki Baat Sune Har Koyi Lyrics

munh ki baat sune har koi dil ke dard ko jane kaun munh ki baat sune har koi dil ke dard ko jane kaun aawazo ke baazaro me khamoshi pahchane kaun aawazo ke baazaro me khamoshi pahchane kaun munh ki baat sune har koi sadiyo sadiyo wahi tamasha rasta rasta lambi khoj sadiyo sadiyo wahi tamasha rasta rasta lambi khoj lekin jab ham mil jaate hai kho jata hai jaane kaun lekin jab ham mil jaate hai kho jata hai jaane kaun aawazo ke baazaro me khamoshi pahchane kaun munh ki baat sune har koi wo mera aaina hai ya main uski parchhai hu wo mera aaina hai ya main uski parchhai hu mere hi ghar mein rahta hai mujh jaisa hi jaane kaun aawazo ke baazaro me khamoshi pahchane kaun munh ki baat sune har koi kiran kiran alsa sa suraj palak palak khulti ninde kiran kiran alsa sa suraj palak palak khulti ninde dhire dhire pighal raha hai zarra zarra jaane kaun munh ki baat sune har koi dil ke dard ko jane kaun aawazo ke baazaro me khamoshi pahchane kaun aawazo ke baazaro me khamoshi pahchane kaun munh ki baat sune har koi