I Am A Beautiful Miss Lyrics
hey meri aankhon mein sharaab
  peene de peene de peene de peene de
  ho mere hotho pe gulaab
  chhune de chhune de chhune de chhune de
  o dil dhadkane wali
  dil ko tadpane wali
  tu kaun hain kaun hain kaun hain
  mera naam sentra di mote
  mera ghar hain logo bombay
  charcha hain mera saare shaher mein
  rehati hu main to sabki nazar mein
  
  hey i am a beautiful miss
  every bady wants my kiss
  I am a beautiful miss
  every bady wants my kiss
  ek anaar sau sau bimaar
  ek anaar sau sau bimaar
  kis kis kis ko karun main kiss kiss
  kiss kiss kiss kiss
  hey i am a beautiful miss
  every bady wants my kiss yam yam
  
  band anguri paani baatli mein
  ho jaise meri jawaani baatli mein
  band anguri paani baatli mein
  hey jaise meri jawaani baatli mein
  hey maza bejaana tha Ja sharaabi tu ja
  mujhe lagata hain abhi tu ketali mein
  hey maza bejaana tha Ja sharaabi tu ja
  mujhe lagata hain abhi tu ketali mein
  kahe ko mere piche pada hain
  Jaaun jaha main waha khada hain
  ek anaar sau sau bimaar
  ek anaar sau sau bimaar
  kis kis kis ko karun main kiss kiss
  kiss kiss kiss kiss
  hey i am a beautiful miss
  every bady wants my kiss yam yam
  
  main hu raaton ki raani baahon mein aa
  hey raat bhar ki kahani hum ko suna
  main hu raaton ki raani baahon mein aa
  raat bhar ki kahani hum ko suna
  hey dekha baarah baja apne ghar ko tu jaa
  aane wali na main teri baaton mein
  apne ghar ko tu jaa
  aane wali na main teri baaton mein
  Ja re deewana tu kyun na maane
  Janu main jaanu tere bahane
  ek anaar sau sau bimaar
  ek anaar sau sau bimaar
  kis kis kis ko karun main kiss kiss
  kiss kiss kiss kiss
  hey i am a beautiful miss
  every bady wants my kiss
  hey i am a beautiful miss
  every bady wants my kiss
                            
                            
                        