Bhaiya Mere Ram Lyrics
bhaiya mere ram jaise bhabhi hai sita inke vachan jaise ramayan aur geeta inke vachan jaise ramayan aur geeta man mandir me ho man mandir me bithakar kyu na kare inki puja bhaiya mere ram bhabhi sita bhaiya mere ram bhabhi sita bhaiya mere ram jaise bhabhi hai sita inke vachan jaise ramayan aur geeta inke vachan jaise ramayan aur geeta tha janam to diya humko maa baap ne o tha janam to diya humko maa baap ne bhaiya bhabhi ne pala hume o koi kaanta kabhi bhi na chubhne diya phulo jaise sambhala hume pyar hoga na kam kaise bhulenge hum bhaiya bhabhi ke upkar ko bhaiya bhabhi ke upkar ko bhaiya mere ram bhabhi sita bhaiya mere ram bhabhi sita humko munh maanga vardan inse mila humko munh maanga vardan inse mila mili jivan ki sari khushi kyu na bhagwan mane inhe hum yaha di inhone hume zindagi ganga jamuna yaha inke charno me hai kyu na puje hum is pyar ko kyu na puje hum is pyar ko bhaiya mere ram bhabhi sita bhaiya mere ram bhabhi sita jo tha karna inhe wo inhone kiya jo tha karna inhe wo inhone kiya farz apna nibhayenge hum inki aankho ne dekhe jo sapne yaha sach unhe kar dikhayenge hum pyar se ghar koi swrag kaise bane hum bata denge sansaar ko hum bata denge sansaar ko bhaiya mere ram jaise bhabhi hai sita inke vachan jaise ramayan aur geeta inke vachan jaise ramayan aur geeta man mandir me bithakar kyu na kare inki puja bhaiya mere ram bhabhi sita ha bhaiya mere ram bhabhi sita ha bhaiya mere ram bhabhi sita ha bhaiya mere ram bhabhi sita