Sakht Hai Ishq Ki Rehguzar Lyrics
?sakht hai ishq ki rahgujar
  sakht hai ishq ki rahgujar
  sakht hai ishq ki rahgujar
  sakht hai ishq ki rahgujar
  chalne wale, jara dekh kar
  sakht hai ishq ki rahgujar
  sakht hai ishq ki rahgujar
  
  raah jan
  raah jan, rahenuma humsafar
  raah jan, rahenuma humsafar
  alhafiz alnama alhazar
  alhafiz alnama alhazar
  
  tujhse badhkar hasin, hasin kaun hai
  tujhse badhkar hansi kaun hai
  kisko dekhu tujhe dekh kar
  kisko dekhu tujhe dekh kar
  kisko dekhu tujhe dekh kar
  kisko dekhu tujhe dekh kar
  kisko dekhu tujhe dekh kar
  rahjano, rahjano lut na jana kahi
  rahjano lut na jana kahi, kahi
  maine dekhe hai kuch raahbar
  maine dekhe hai kuch raahbar
  maine dekhe hai kuch raahbar
  
  ek nazar ke liye
  ek nazar ke liye sari umar
  ek nazar ke liye sari umar
  ha umar bhar ke liye ek najar
  umar bhar ke liye ek najar
  umar bhar ke liye ek najar
  aadmi aur tarke wafa wafa
  aadmi aur tarke wafa 
  sharam kar na siha sharm kar
  sharam kar na siha sharm kar
  sharam kar na siha sharm kar
  sharam kar na siha sharm kar
  
  jab pukarega farz-e-wafa
  jab pukarega farz-e-wafa
  dekh lena hame daar par
  dekh lena hame daar par
  dekh lena hame daar par
  kaarwa kis taraf hai zami 
  karwa karwa 
  karwa kis taraf hai zami
  ab kaha hai mere humsafar
  ab kaha hai mere humsafar
  ab kaha hai mere humsafar
                            
                            
                        